JhQuest's blog

Urdu is such a beautiful language

Patta Patta Buta Buta haal hamara jaane hai
Jaane naa jaane gul hi na jaane, bagh to sara jaane hai

Chaaraagri Bimaari-e-dil ki rasm-e-shahare husn nahin
Varna Dilbar-e-naadan bhi is dard kaa chara jaane hai

Meher-o-wafa o luft-o-inayat ek se wakif in mein nahin
Aur to sab kuch tanz-o-kanaya ramz-o-ishara jaane hai

Kya Kya fitne sar par uske laata hai mashooq apna
Jis bee-dil betaab-o-tavan ko ishq kaa maara jaane hai

- Mir Taki Mir

Translation

Syndicate content